Dil Ki Batain , Bata Deti Hain , AankhenDharkanon Ko Jaga Deti Hain, AankhenDil Pe Chalta Nahi Jadoo, Cheroon Ka KabhiDil Ko Tu , Deewana Bana Deti Hain ,AankhenWoh Hum Se Baat Nahi Karte , Tu Na KareHaal Sara Unke Dil Ka , Suna Deti Hain AankhenGham Sada Rehta Nahi , Aadmi Ke SaathAshk Bana Kar , Chalka Deti Hain AankhenAata Hai Jab Dor - E - Jawani , Tu Ae DostoSunder Sapne Zehan Mein ,Basa Deti Hain AankhenMa Na Ke Neend Aati Hai , Aankhon Hi Ke RasteMagar Kabhi Kabar ,Neend ,Ura Deti Hain AankhenEesha Shukar Hai , Khuda Ne Ata Ki ,Aankhon Ki Neamat HumainDard -O-Gham ,Sare Dil Ke ,Chupa Deti Hain Aankhen...!